REGISTERED NGO · UTTARAKHAND

Devbhoomi Paryavaran
Sanrakshan
evm Gramin Utthan Samiti

देवभूमि पर्यावरण संरक्षण एवं ग्रामीण उत्थान समिति

Environmental conservation, rural development, and youth empowerment across Uttarakhand. Nachani, Munsyari, Pithoragarh.

0+
Members
0+
Villages Covered
0
Est. Year
0
Active Programs

Prakriti ki Seva,
Gaon ka Vikas

DVPSGUS ek registered NGO hai jo Uttarakhand mein paryavaran sanrakshan, gramin vikas, yuva sashaktikaran aur samajik jagrukta ke liye kaam karti hai. Humara mukhyalay Nachani, Munsyari, Pithoragarh mein hai.

More About Us →

🏛️ Samiti ka Naam

Devbhoomi Paryavaran Sanrakshan evm Gramin Utthan Samiti

📅 Sthapna Tithi

27 October 2021

🗺️ Karya Kshetra

Sampurna Uttarakhand (Headquarters: Nachani, Munsyari, Pithoragarh)

🎯 Uddeshya

Paryavaran raksha, gramin utthan, yuva sashaktikaran, aur samajik kalyan

Hum Kya Karte Hain

🌾

Krishi evam Pashu Palan Vikas

Kisanon ko aadhunik krishi paddhatiyon ki jaankari aur pashu palan mein sahyog dena.

👨‍🎓

Yuva Sashaktikaran

Gramin yuvaon ko rozgar, kaushal vikas aur netritva praशikshan ke avsar pradan karna.

📚

Gram Shiksha Karyakram

Gramin क्षेत्रों mein shiksha ka prasar, dropout rokna aur balika shiksha ko protsahan.

🌳

Paryavaran Sanrakshan

Vriksharopan abhiyan, nadi sanrakshan aur prakritik sansadhanon ki suraksha.

🏔️

Aapda Prabandhan

Praकritik aapda ke samay gramin samudayon ko rahat, punarvaas aur sahyog.

📢

Gramin Jagrukta

Swasthya, swachhata, mahila adhikar aur sarkari yojanaon ki jaankari ka prasar.

Hamare Saath Juden

General
1,500

Samanya Sadasya

  • NGO activities mein bhagidari
  • Membership certificate
  • Monthly newsletter
  • Events mein priority
Join Now
Lifetime
5,000

Aajeevan Sadasya

  • Sabhi plans ke labh
  • Aajeevan sadasyta
  • Governing body mein bhagidari
  • Special recognition
Join Now

Hamare Padhaadhikari

S
President
Surendra Singh
J
Vice President
Jagdish Singh Mehta
L
Secretary
Lalit Koshyari
G
Treasurer
Ganesh Prasad Arya
D
Member
Dinesh Kumar
H
Member
Harish Kumar
Dh
Member
Dheeraj Kumar

Humare Kaaryon ki Jhalak

Apna Yogdan Den

Aapka ek chota yogdan hazaron gramin parivaron ki zindagi badal sakta hai. Paryavaran aur samaj ke liye hamare mission mein haath batayein.

❤️ Abhi Donate Karen
💬